- 5 stars: 10 (83%)
- 4 stars: 2 (17%)
- 3 stars: 0 (0%)
- 2 stars: 0 (0%)
- 1 star: 0 (0%)
Subah 8 baje lagaya raat ko 9 baje bhi aa raha tha. 13 ghante. Unbelievable.
Dusri bottle chal rahi hai. Quality consistent hai. FragranceGalleryLab pe full trust.
Naam hi sab kuch kehta hai. Spicy woody blend jo confidence barhata hai. Office mein top hai.
Projection balanced hai � fresh aur confident without being loud. Office approved.
Yeh scent mature men k liye hai. Young ladkon k liye shayad zyada serious lage. 4 stars from me.
LuckyOne Carrefour section mein kiosk pe Valor Fresh aur Valor Spicy dono try kiye. Fresh wala mere liye better tha � order kiya.
2-3 ghante tak projection itni strong hai ke sab ko pata chalta hai. Solid fragrance.
9 ghante fresh raha. Achievement hai yeh considering Karachi ki garmi. Solid buy.
LuckyOne Carrefour section mein kiosk tha Fragrance Gallery ka. Valor wahan try kiya, phir ghar aa ke order kiya.
Pehle valor spicy tha, ab yeh fresh version aur bhi versatile hai. Summer friendly.
Fresh spicy woody fragrances mein yeh differentiate karna mushkil hai. Achi hai but. 4 stars.
Fresh aur light but you still get noticed. Morning person fragrance vibes.